Faaslo mein nazdeekiya
Aur zindigazi mein takdeer
Dono hi hai betuke
Yeh - ehsaas
Hai hakikat ya ek khwab?
Jeena toh humne bhi chaha
Gustakhiya toh humse bhi huyi
Lekin jese nikle aftaab har raat
Aur din bhar rahe bekhabar
Wase hi hum bhi aaj kal..
Kuch kehte h aur phir rote h har baar!
Ibadat se ki mohabaat
Aur junoon se kiya ateraaz
Phir kyu aaj kal pata nahi
Dil sunnta hi nahi khudki aawaz!
In lamho mein job goom jo jati hu mein
Koi kasmakash me ghool jaati hu mein
Tareef unki karu ke khudse gila
Kuch behtuki si zindagi aur yeh silsila!
Jeena toh humne bhi chaha
Gustakhiya toh humse bhi huyi
Lekin jese nikle aftaab har raat
Aur din bhar rahe bekhabar
Wase hi hum bhi aaj kal..
Kuch kehte h aur phir rote h har baar!
Ibadat se ki mohabaat
Aur junoon se kiya ateraaz
Phir kyu aaj kal pata nahi
Dil sunnta hi nahi khudki aawaz!
In lamho mein job goom jo jati hu mein
Koi kasmakash me ghool jaati hu mein
Tareef unki karu ke khudse gila
Kuch behtuki si zindagi aur yeh silsila!
P.S: I apologize in advance to all the great Hindi poets and poetesses... this is my first humble attempt in this language. Just rolled off my keyboard in those words... straight from my heart!
wow..nothing less than gulzaar or javed akhtar would compose...words so deep...cutting through soul and spirit!!
ReplyDeleteThank you anonymous reader! Life's a curve-ball, am learning to circumvent! These moments are vulnerabilities... best to pen them, pin them and pass them!
Delete